Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nah...





Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Bismillahirrahmanirraheem



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Allah ta'ala farmata hai: "QAD AFLAHAL MUMINOONAL LAZEENA HUM FI SALATIHIM KHASHI'OON" (Surah Mominoon Surah no. 23 Ayat no. 1,2)



Beshak momin kaamyaab ho gaye jo apni namaz khushu aur khuzu k saath ada karte hai.



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu  Hazrat Umar bin Khattab Razi Allahu Anhu se riwayat hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya k "Ahsan ye hai k tu Allah ki ibadat us tarah (dil laga kar) kar jese tu usko dekh raha hai, aur agar ye na ho sake to ye khayal kar k Allah ta'ala tujhe dekh raha hai". (Sahih Bukhari Kitabul Emaan Hadees no. 50, Sahih Muslim Hadees no. 8) Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Jab insan namaz mein ye tasawwur karega k mein Allah ta'ala ko dekh raha hu ya kam-az-kam Allah ta'ala mujhe dekh raha hai to uske dil mein Allah ta'ala ki hibat aur tazeem paida hogi, wo apni namaz khushu aur khuzu k saath ada karega namaz mein beja harkaat wa siknaat nahi karega, be-adbi aur bad-tahzeebi k sath namaz ada nahi karega, namaz sukoon aur itminaan ka naam hai.



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu  Hazrat Ubada bin Saamit Razi Allahu Anhu riwayat karte hai k humne Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ko ye farmate hue suna "Allah ta'ala ne paanch namazey farz ki hai, pas jisne accha wuzu kiya unko khushu k saath padha aur unka ruku poora kiya to us namazi k liye Allah ta'ala ka ahad hai k wo usko baksh dega aur jo aesa na kare Allah ka koi ahad nahi chahey baksh de chahey azaab de". (Abu Dawood Kitabus Salaat Hadees no. 425, Imam Ibne Hibban ne ise sahih kaha)   Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Jo shaks namaz mein ye tasawwur kare k wo ahkamul hakimeen k saamne khada hai to wo poori dil-jami’e aur huzoor e qalb k saath namaz ada karega, ye mumkin hi nahi k uska jism harkat karta rahe, kabhi ek pair par zoor de kabhi doosre pair par, kabhi daadhi se khelna shuru kare aur kabhi bagair zaroorat khujli karta rahe, kabhi qamees ki salwatey door kare aur kabhi sar k rumaal ko hilata rahe.  Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Allah ta'ala irshad farmata hai: "WA QOOMU LILLAHI QANITEEN"



"Aur Allah k saamne (namaz mein) adab se khade raho". (Surah Baqarah Surah no. 2 Ayat no. 238)



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu   Bila zaroorat harkat karna adab aur tazeem k manaafi hai.



Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne ye taleem di hai k namazi k saamne koi aesi cheez nahi honi chahiye jo uski tawajjoh se hata de aur is tarah uske huzoor e qalb mein farq aaye.



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu   Ummum Momineen Hazrat Ayesha Razi Allahu Anha se riwayat hai k Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne ek chadar mein namaz padhi jis mein naqsh wa nigaar they, phir farmaya "Meri is chadar ko Abu Jaham k paas le jao aur uski chadar mere paas le aao, us (chadar ki dhariyon) ne mujhe namaz mein khushu se gafil kar diya". (Sahih Bukhari Kitabus Salaat Hadees no. 373, Sahih Muslim Kitabul Masajid Hadees no. 556) Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu Ummum Momineen Hazrat Ayesha Razi Allahu Anha ne ghar mein ek pardah latka rakkha tha Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya "Ye pardah hata do, iski tasweerey namaz mein mere saamne aati hai". (Sahih Bukhari Kitabus Salaat Hadees no. 374)

#Subscribe : https://www.youtube.com/channel/UCcudzsYK8CSZNVw06s9BDEQ?sub_confirmation=1



Facbeook Page: https://www.facebook.com/DEEN-LIFE-700798213337429/



Google+: https://plus.google.com/115096648832473252773



YouTube Channel: https://www.youtube.com/channel/UCcudzsYK8CSZNVw06s9BDEQ



#Subscribe



Namaz Mein Dil Lagane Ka Tarika Dr Farhat Hashmi Namaz Mein Dil Kyun Nahi Lagta - Namaz Mein Khushu

Comments